Affiliate Marketing Tips For Beginners
Schedule time specifically to formulate your kids or husband. It'll make it easier to get function d...
Main Rahoon Ya Na Rahoon Song Lyrics
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhmein baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwaabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna x (4)
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhmein baaki rehna
Kisi roz barish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirnon mein main hoon x (2)
Kuchh kahoon ya na kahoon
Tum mujhko sada sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna x (4)
Hawaaon mein lipta hua main
Ghuzar jaaunga tumko chhu ke
Agar man ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe x (2)
Main dikhoon ya na dikhoon
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna x (4)
Bas itna hai tumse kehna x (4)